Pages

Thursday, 8 March 2012

Zaid Kamal- Dariya ki rau me beh raha sookha


Dariya ki rau me beh raha sookha sa koi patta,
itni si bas haqeeqat mere shikastah vajood ki hai..
Koi bas nahi chalta raftaar o simt par iski,
yeh zindagi bhi kambakht baDi be-asool si hai..

"Zaid Kamal"

Farid Bharti- Uske Darbaar Main Haazri Ka Ahm Din


Uske Darbaar Main Haazri Ka Ahm Din Hai Aaj Jume Ka,
Darood-O-Salaam Ka Ahm Din Hai aaj Jume Ka "Farid"...



Farid Bharti- Zarur Nahin Haar Baar Wahi Ho.....


Zarur Nahin Haar Baar Wahi Ho Jo Hota Aaya Hai, 
"Farid" 
Insaan Badalte Hain Yahan Musam Ki Tarhaan...


Sajde Ke ansuon Ki Misal Bhi Alag Hai "Farid", 
Aaj Kal Log Sajde Main Bhi Dikhane Ko Rote Hain ...


Dard To Pehle Hi Bant Chuke They 
"Farid", 
Usne Darwaza Hi Ghalat Chun Liya ...


"Anum" Ke Shukria Ka Andaaz Bhi Nirala Hai, 
"Farid" Is Andaaz Ne Kitno Ko Maar Dala Hai ...


Kash Pyar Ka Nasha Humne Bhi Kiya Hota "Farid", 
Maloom To Ho Jata Insaan Udhta Hai Ya Girta Hai ... 


"Farid Bharti"

Farid Bharti -Yeh Masoom Chehra Yeh Qatil Nigahen


Yeh Masoom Chehra Yeh Qatil Nigahen, 
Kahin Maar Dalen Na Humko "Farid" ... 

'Farhat Khan'- har bashar soNch badalta kyuN hai


'Farhat Khan'
har bashar soNch badalta kyuN hai
phir siyaasat hi wo kartaa kyuN hai

Pwince SUfiyan Saifi- dil todke tumko bhi rahat na milegi


Pwince SUfiyan Saifi
dil todke tumko bhi rahat na milegi,
mujh jaisi kisi aur ko milne ki chahat na