Pages

Friday 16 March 2012

Meer Taqi Meer-kya kahun tum se main ke kya


kya kahun tum se main ke kya hai ishq,
jan ka rog hai, bala hai ishq,,
ishq hi ishq hai jahan dekho,

yahin ke thi mohabbat ke sabaq

yahin ke thi mohabbat ke sabaq ke ibtada main ne,
yahin ke jurrat-e-izhar-e-harf-e-mudd’a main ne,,

yahin dekhe the ishv-e-naz-o-andaz-e-haya main ne,

Lagata nahi hai jee mera ujade...

Lagata nahi hai jee mera ujade dayar mein,
kis ke bani hai aalam-e-napayedar mein,,


kah do in hasaraton se kaheen aur ja basen,

Khulata nahi hai hal kisi par ....


Khulata nahi hai hal kisi par kahe bagair,
par dil ke jan lete hain dilbar kahe bagair,,
main kyunkar kahun tum aao ki dil ke kashish se wo,

Na kisi ke aankh ka nur hun na kisi...

Na kisi ke aankh ka nur hun na kisi ke dil ka qarar hun,
jo kisi ke kam na aa sake main wo ek musht-e-gubar hun,,

pas-e-marg mere mazar par jo....

pas-e-marg mere mazar par jo chirag kisi ne jala diya,
use aah daman-e-bad ne sare sham hi se bujha diya,,

mujhe dafn karana tu jis ghadi to ye us se kahana ki ae pari,

The kal jo apne ghar mein wo mahaman

The kal jo apne ghar mein wo mahaman kahan hain,
jo kho gaye hain ya rab wo ausan kahan hain,,

Ya mujhe afsar-e-shaha na banaya hota


Ya mujhe afsar-e-shaha na banaya hota,
ya mera taj gadaya na banaya hota,,
khaksari ke liye garache banaya tha mujhe,

Yar tha gulzar tha bad-e-saba thi main

Yar tha gulzar tha bad-e-saba thi main na tha,
layaq-e-pa-bos-e-jan kya hina thi main na tha,,

hath kyon bandhe mere challa agar chori hua,

wo behisab jo pi ke kal sharab aaya

wo behisab jo pi ke kal sharab aaya,
agarche mast tha main par mujhe hijab aaya,,


idhar khayal mere dil mein zulf ka guzra,

Bat karani mujhe mushkil kabhi aisi to na th....


Bat karani mujhe mushkil kabhi aisi to na thi,
jaisi ab hai teri mahafil kabhi aisi to na thi,,
le gaya chin ke q aj tera sabr-o-qarar,

Bich mein parda dui ka tha jo

Bich mein parda dui ka tha jo hayal uth gaya,
aisa kuch dekha ke duniya se mera dil uth gaya,,

Dil ke meri beqarari mujh se kuch

Dil ke meri beqarari mujh se kuch pucho nahi,
shab ke meri aah-o-zari mujh se kuch pucho nahi,,

hum to chalte hain lo khuda hafiz,

hum to chalte hain lo khuda hafiz,
butkada ka buton khuda hafiz,,

hum ne duniya mein aake kya dekha


hum ne duniya mein aake kya dekha,
dekha jo kuch so khvab-sa dekha,,

ja kahiyo un se nasim-e-sahar mera chain...

ja kahiyo un se nasim-e-sahar mera chain gaya meri neend gai,
tumhen meri na mujh ko tumhari khabar mera chain gaya meri neend gai,,

Thursday 15 March 2012

"Farid" Muhabbat Hi Sabse Bada Kaam....


Muhabbat Hi Sabse Bada Kaam Hai Yeh Sahi Hai, Magar 
"Farid" Muflis Ko Muhabbat Ki Ijazat Nahin Hai... New

"Farid" Kya Khoya Kya Paya Is Ka Hisab


Kya Khoya Kya Paya Is Ka Hisab Hum Nahin Rakhte Hain, 
"Farid" 
Hum To Bas Us Raah Par Chalte Hain Jo Dikhaye Usne... New

"Farid" Rooz Dekhta Hoon Main Hath Ki Lakeron


Rooz Dekhta Hoon Main Hath Ki Lakeron Ko "Farid", 
Jabse Aik Fakeer Ne Kaha Tha Woh Tera Naseeb Hai... New

"Farid" Haq Manga Nahin Jata Chena Jata Hai


Haq Manga Nahin Jata Chena Jata Hai, 
Aur Yeh Himmat Bhi Tumm Main Nahin... New

"Farid" Nale Jab Sagar Main Samate Hain


Nale Jab Sagar Main Samate Hain,
"Farid"
Apna Pura Wajood Kho Jate Hain .., New

"Farid" Aaj Bhi Mujhko Uski Yaad...


Aaj Bhi Mujhko Uski Yaad Aati Hai Bahut, 
Main Pukarta Hoon Usko Sote Hue Bhi "Farid"... New

"Farid" Jo Khud Hi Tumhara Tha Usko...


Jo Khud Hi Tumhara Tha Usko Mangkar Kya Mila, 
Kuch Aisa Manga Hota Khuda Se Jiska Yaqeen Na Ho ...New

"Farid" Shariyat Ki Baat Hamesha Yaad...


Shariyat Ki Baat Hamesha Yaad Rakhna "Farid", 
Warna Yeh Muhabbat Tujhe Badhaal Kar Degi ... New 

"Farid" Mitti Ki Har Cheez Agar Ghulne Lagti...


Mitti Ki Har Cheez Agar Ghulne Lagti 
"Farid", 
To Is Duniyan Ka Wajod Hi Na Hota... New

"Farid" Pehchan Woh Apni Humse....


Pehchan Woh Apni Humse Chupa Na Paye, 
Aawaz Aaj Bhi Hum Unki Bhula Na Paye... New

"Farid" Gham Aur Khushi Dono Hi


Gham Aur Khushi Dono Hi Pakki Dost Hain, 
Aik Aati Hai Aik Jata Hai Zimmedari Se... New 

"Farid" Jo Khul Jaye Woh Raaz Hi Kya


Jo Khul Jaye Woh Raaz Hi Kya "Farid", 
Raaz To Sene Main Dafan Rehte Hain .. .New

"Farid" Kash Tumhari Dua Qabool Ho Jaye....


Kash Tumhari Dua Qabool Ho Jaye, 
Jisko Tum Chahti Ho Wo Tumhe Mil Jaye,, 
Tumko De Woh Zindgi Bar Khushyan, 
Dua Karo"Farid"Ki Dua

"Farid" Aajkal Ke Sheshe Bhi Pattharon....


Aajkal Ke Sheshe Bhi Pattharon Se Takrate Hain, 
Isi Liye Aaj Woh"Farid" Bullet Proof Kehlate Hain ... New

"Farid" Aise Bachchon Ke Kasoor...


Aise Bachchon Ke Kasoor Waar Bhi Maa-Baap Hote Hain,
"Farid"
Bachpan Ki Ghalat Aadaton Ko Jo Hans

"Farid" Woh Dosti Ka Jab Matlab

Woh Dosti Ka Jab Matlab Janjayenge 
"Farid",Bin Bulaye Mere Pass Aayenge,, 
Rishtey Nibhana Humko

"Farid" Abhi Abhi To Pyar Ka Computer...


Abhi Abhi To Pyar Ka Computer Kiya Hai Chalu,
Aab Main Dil Ki Hard Disk Pe Aur Kitni Files Dalun,,
Apne Chehare Se Ruswai

"farid" Shayad Mere Pyar Ko Test


Shayad Mere Pyar Ko Test Karna Bhool Gaye,
Dil Sey Aisa Cut Kiya Ke Paste Karna Bhool Gaye,,
Jo Muddat Se Hota Aaya Hai,Woh Repeat Kar Doonga,
Tu Naa Mili To Apni Zindagi Ctrl+

Thursday 8 March 2012

Mohammad Ishtiaq Agar Nahn Zohra Jabeenon


Mohammad Ishtiaq
Agar Nahn Zohra Jabeenon 
Kay Darmiaan Guzray

Salim Akhtar- Urdu is a Kohinoor among Indian


Salim Akhtar
“Urdu is a Kohinoor among Indian languages”
Khushwant Singh
---------
“Urdu is the linguistic Taj Mahal of India”
Prof. Gopi Chand Narang

Muhammad Mubashir Bhatti-Sun to sahii jahaa.N me.n


Muhammad Mubashir Bhatti
Written by:- Haider Ali Aatish....
Sun to sahii jahaa.N me.n hai teraa fasaanaa kyaa

Nazar Dwivedi- Apke faisle ke intezar me ye ghazal


Nazar Dwivedi
Apke faisle ke intezar me ye ghazal bhi%/%

Mila kya hai unhe khud ko qaramati samajhte hai'n,
ujala paa ke suraj se usse 
zaati samajhte hai'n.

Mahir Nizami Jhansvi- Ek nazm Raju bhaiya raju bhaiya


Mahir Nizami Jhansvi
Ek nazm 
Raju bhaiya raju bhaiya 
Holi ka chanda karwa do 

Mustafa Sherwani- May God give you an


Mustafa Sherwani
A PRAYER FOR WOMEN ON WOMEN'S DAY(March,8)

Oh the Women of the World!

Nagendra Anuj- जो तुझको पुचकारेगा।


Nagendra Anuj
आज की ग़ज़ल

जो तुझको पुचकारेगा।
गर्दन वही उतारेगा।

Anjum Rahman उस ने मुझको को बर्बाद कर दिया


Anjum Rahman
उस ने मुझको को बर्बाद कर दिया , तो क्या हुआ 
उसी का नाम मुझको बस याद है , तो क्या हुआ 

Salmaan Ali AJNABI PEDO.N KE SAAYE MAIN


Salmaan Ali
AJNABI PEDO.N KE SAAYE MAIN MOHABBAT HAI BOHOT
GHAR SE NIKLO TO, YE DUNIYA KHOOBSOORAT HAI BOHOT

Aslam Kolsari دل میں جمنے لگا ھے حوں شاید


Aslam Kolsari
دل میں جمنے لگا ھے حوں شاید
آج کی رات سو سکوں شاید

Masood Jafri दोस्तो होली की नेक ख्वाहिशात के साथ


Masood Jafri
दोस्तो होली की नेक ख्वाहिशात के साथ 
कितनी पुर कैफ गुज़रती है हमारी होली 

ABDUL WAHAB SUKHAN- Har taraf bikhrey rang


RANGO KE TEHVAAR HOLI PAR SAB KO DILI MUBARAKBAAD!!!
------------------------------------------------------------------------------
Rang holi ke..
Har taraf bikhrey rang holi ke
saari khushyaaN hain sang holi ke

Suhail Kakorvi- बहुत ही प्यार से मिलता है वो


Suhail Kakorvi
‎*** ग़ज़ल बनाम होली ***
बहुत ही प्यार से मिलता है वो जाने वफ़ा होली, 
बनी जाती है मतवाली मोहब्बत की अदा होली.

Iqbal Ahmad-ज़हन में चेहरा कोई बनता बिगड़ता रह गया


Iqbal Ahmad
ज़हन में चेहरा कोई बनता बिगड़ता रह गया = 
ध्यान फिर रुखसत हुआ फिर दर्द तनहा रह गया 

Sanjay Shauq- KHOI HUI DUNIYA KO ...


Sanjay Shauq
EK RUBAI
KHOI HUI DUNIYA KO HAI PANA MUJHKO ..
HASIL HAI TAJAS SUS KA KHAZANA MUJHKO ..
TAREEKH KE MATHE KA HUN TEEKA AI "SHAUQ".
BHOOLA HAI NA BHOOLEGA ZAMANA MUJHKO ..

Bartari ke suboot ki khatir


Tabassum Fatima
Kuchh dinon pahle BAZME IMKAAN me sahir ludhiyanwi ki nazm SHARIF INSAANO
ka kuchh hissa Sonsi Sunil sahab ne post kiya tha, baqi hissa aj azeem shayer ke birthdey k maoqe