Pages

Wednesday 19 December 2012

Jisko Apni Pasand Hi Pasand Na Aaye "Farid",


Jisko Apni Pasand Hi Pasand Na Aaye "Farid", 
Woh Meri Pasand Ko Kya Khaq Pasand Karega... New

Kuch Logon Ko Khailne Ki Aadat Si Hoti Hai "Farid", 

Hath Main Hath Thamne Se Kya Hota Hai


Hath Main Hath Thamne Se Kya Hota Hai 
"Farid", 
Dil Se Dil Milain To Kuch Baat Bane... New

Dil Churaya Hai Koi Gunaah Nahin Kiya Hai "Farid", 

Soch Samjhkar Kyun Nahin


Soch Samjhkar Kyun Nahin Likhte Hain "Farid", 
Shayad Rab Ki Muhabbat Main Bhool Jate Hain,, 
Rab Ko Bhi Muhabbat Hai Mitti Ke Putlon Se, 

Dard Ko Hamesha Dil Se Samjha Karo "Naeem"


Dard Ko Hamesha Dil Se Samjha Karo "Naeem", 
Dil Ki Har Baat Jism Ko Achchi Laga Karti Hai... New 

Zakhm Khakar Jo Muskurate Hain "Farid", 

Na woh apni zuban kholta hai


Na woh apni zuban kholta hai na kuch bolta hai "Farid", 
Main uske diye har dard ko pyar se sehne ko tayyar hoon... new 

Dard Dene Wale Dard Ko Nahin Samjhte Hain "Farid", 

Dard se uska wasta hi kya hai "Farid",


 se uska wasta hi kya hai "Farid", 
Main aaj bhi dua karta hoon door rehne ki... New 

Mera dard bhi hairaan tha "Farid", 

Mujhe apne se itni muhabbat nahin hai doston


 apne se itni muhabbat nahin hai doston, 
Jitni "Farid" uske diye dard se karta hai... new 

Dard usne mujhko diya hai "Farid", 

Teri Aankhon Se Tapakte Aansu


Teri Aankhon Se Tapakte Aansu Bahut Kuch Bol Rahe Hain, 
Mujhko Aati Hai In Aansuon Ki Zuban Padhni "Farid"... New 

Yeh Gulaab Ka Rang Shayad Usko Maloom Nahin, 

Thursday 6 December 2012

Jisko Khud Rone Se Fursat Nahin Hai


Jisko Khud Rone Se Fursat Nahin Hai Woh Dusre Ko Kya Rulayega, 
Mujhko To Muhabbat Si Ho Gayi Hai ab Khudke Rone Se "Farid"... New 

Woh Munh Phula Ke aise Baithe Hain aaj "Farid", 
Jaise Mujhko Koi Huq Nahin Hai Zindgi Se Mazaaq Karne Ka... New

Main Janta Hoon "Junaid" Muhabbat Ko Kareeb Se,


Main Janta Hoon "Junaid" Muhabbat Ko Kareeb Se, 
Mujhko Bhi Muhabbat Hai Apne Kisi Raqeeb Se... New 

Muhabbat Aik Hi Se Hoti Hai Hazaron Se Nahin, 
Lagta Hai aapne Muhabbat ki Dukan Laga Rakhkhi Hai... New 

Maa Ki Muhabbat Main Giraftaar Hum


Maa Ki Muhabbat Main Giraftaar Hum Bhi Rehte Hain "Farid", 
Magar Main Yaad Rakhta Hoon MAA Khuda Ki Dain Hai Khuda Nahin... New

Yeh Baat Kehne Ke Liye Sahi Thi Magar Sach Nahin Hai Aaj, 
Aaj Ki Maaon Ke Bachche Bazaar Ke Doodh Piya Karte Hain... New at this

Muhabbat bhi Kuch Hi Dair Ruka Karti Hai "Farid",


Muhabbat bhi Kuch Hi Dair Ruka Karti Hai "Farid", 
Waqt Ke Sath Sab Kuch Badalne Lagta Hai Yahan... New at this time 

Dil Kabhi Kabhi Sach Bhi Bolta Hoga "Farid", 
Us Waqt Ki Baat Ko Socho Aur Aml Bhi Karo... New at this time 

Woh bhi meri aankhon se bahe darya ko pani hi keh gaya,


Woh bhi meri aankhon se bahe darya ko pani hi keh gaya,
Uska koi kasoor nahin "farid" woh chahat bhi meri hi thi... new at this time 

Woh Aaj Hanskar Punchta Hai Mujhse Meri Bemari Ka Haal, 
Kehta Hai "Farid" Tumne Hi Kaha Tah Har Haal Main Kush Raho... New at

Aadat Hai Zarur Basi Khane Ki "Farid",


 Aadat Hai Zarur Basi Khane Ki "Farid", 
Magar Shairi Main Alfaaz Basi Ho Nahin Sakte... New at this time

Woh Mujhko Aise Deekha Karti Thi Hamesha Hi "Farid", 
Jaise Usne Insanon Ke Pehle Deekha Hi Nahin... New at this time 

Aaj Mujhko Phir Se Yeh Kehna Padga,


Aaj Mujhko Phir Se Yeh Kehna Padga, 
"Farid"
Aansuon Ki Kimat Bhi Shair Ke Pass Hai ... New at this time 

Aansuon Ko Jo Taswe Ka Naam Na "Ayesha ", 
Tumko Inki Kimat Ka Andaz Nahin Hai... New at this time 

Mujhko Apne Nahin Uske Aansuon se Muhabbat Hai


Mujhko Apne Nahin Uske Aansuon se Muhabbat Hai 
"Farid", 
Kisi Ki Yaad Main Jo Nikalte Hain Uske Aansu... New 

Badi Hi Mushkil Se Sambhal Pata Hoon Apne Ko, 
Lekin "Farid" Nikal Hi Jate Hain Uski Yaad Main Mere Aansu... New at this time 

Kuch Waqt Ke Liye Shayad Yeh Ik Duje Ke Ho Gaye Hain,


Kuch Waqt Ke Liye Shayad Yeh Ik Duje Ke Ho Gaye Hain, 
Lagta Hai "Farid" Abhi Khailte -2 So Gaye Hain... New at a time 

Sada Ke Liye Kabhi Koi Kisi Ka Hua Hai "Farid", 
Asl Imtihaan Ke Waqt To Maa Bhi Bhula Degi Aulad Ko... New

Meri Zindgi Bhi Tou Allah Ki Dain Hai "Farid",


Meri Zindgi Bhi Tou Allah Ki Dain Hai "Farid", 
Mout Bhi Meri Allah Ke Naam Hogi Insha Allah... New

Allah Kare Mera Naseeb Aaj Bhi Aisa Hi Rahe "Farid", 
Main Bahut Khush Hoon Apne Naseeb Se Iman Wala Hoon... New just

Muhabbat agar Sahi hoti To Duniyan Salaam Karti "Farid",


Muhabbat agar Sahi hoti To Duniyan Salaam Karti "Farid", 
Duniyan Se Tou Muhabbat Ki Thi Duniyan Banane Wale Se Nahin... New just

Mujhko Tou Aik Hi Dikhaye Deta Hai Jahan Bhi Deekhon,
Mera Mehboob Hai Hi Itna Haseen Koi Bhata Hi Nahin "Farid"... New just

Dil ki baat samjhne ko dil hi ka dimagh chahiye,


Dil ki baat samjhne ko dil hi ka dimagh chahiye,
Warna tou har baat sar se guzar jaya karti hai... new

Uske pass dil to hai dard nahin hai "Farid",
Mere pass tou dil-o-dard dono rehte hain... new

Mere Farz Ka Tu Is Tarhaan Mazaaq Na Bana


Mere Farz Ka Tu Is Tarhaan Mazaaq Na Bana "Munawwar", 
"Farid" Ko Yeh Kaam Bahut Duaon Ke Baad Mila Hai ... new at a time

Kuch Log Bade Hi Hoshyaar Hote Hain "Farid", 
Baat Apni Karte Hain Sahara Dusron Ka Lekar... New

Usko main kyun chahta hoon yeh mujhko bhi nahin maloom,



Usko main kyun chahta hoon yeh mujhko bhi nahin maloom,
Mera haal tou aaj kuch aisa hai jaise bin pani ke machlion ka... new

Uska andaaz bhi ajab hai mujhko deekhne ka "farid",
Uski tasveer main bhi mujhko pyar nazar aata hai... new

Main janta hoon main kya hoon Mujhko koi kyun chahega "Farid",


Main janta hoon main kya hoon Mujhko koi kyun chahega "Farid",
Baat to uski bhi sahi hai uske chahne waloon ki bheed bahut hai ... new at a time

Darana Mera Maqsad Hi Nahin Hai "Farid", 
Jo Khud Darne Ka Bahana Kare Uska Kya... New at a time

जाने वाला कहाँ रुका है "फरीद" किसी के रोके से,


जाने वाला कहाँ रुका है "फरीद" किसी के रोके से,
बस जितनी मुहब्बत होती है उतना ही दर्द होता है ... नया अभी अभी


Dil Ki Baat Ko Dil Hi Main Rehne Do "Farid",
Bahar aayi To Ruswai Hogi Muhabbat Ki... New ata time

Be-jaan Chizain Hamesha Wafa Kiya Karti Hain "Farid"




Be-jaan Chizain Hamesha Wafa Kiya Karti Hain "Farid",
Ik Baar Jahan Rakh Diya Wahan Se Jati Hi Nahin Hain... New

Zuban se chakhne ki zarurat hi kya hai "Farid" dard ko, 

Apni Pasand Hi Pasand Na Aaye "Farid",

 Apni Pasand Hi Pasand Na Aaye "Farid", 
Woh Meri Pasand Ko Kya Khaq Pasand Karega... New

Kuch Logon Ko Khailne Ki Aadat Si Hoti Hai "Farid", 

Friday 16 November 2012

किसकी दिवाली मनती है किसी का दिवाला निकलता है


किसकी दिवाली मनती है किसी का दिवाला निकलता है,
कोई गले मिलता है, तो "फरीद" कोई हाथ मलता है... नया 

ஜ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬▬▬▬▬●ஜ
(¯*•๑۩۞۩:♥♥:||दीपावली की हार्दिक शुभकामनायें||♥♥:۩۞۩๑•*¯)
_---- )(())( "आपका दोस्त सैफ़ी मुहम्मद फरीद भारती )(())((---- _
ஜ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬▬▬▬▬●ஜ

जिंदगी मैं पहले ही ग़म क्या कम थे "फरीद"



Doston Ki Mehfil Main "Farid" Doston Ke Sath ? 
Main Khud Ko Talaash Karta Hoon Unki Nazar Se... New

Apno se Ijazat Nahin Li Jati Hai "Farid"


Apno se Ijazat Nahin Li Jati Hai "Farid",
Guftgu-E-Ijazat Ke Naam Se Dosti Ko Badnaam Na Kar... New

जो ग़ालिब थे , मेरे जैसी ही उन पर भी गुज़रती थी


जो ग़ालिब थे , मेरे जैसी ही उन पर भी गुज़रती थी,
अगर और जीते वो तो उनको क्या मिला होता,,

वो वफागर न हुआ इस में उस का दोष ही क्या- ग़ालिब


वो वफागर न हुआ इस में उस का दोष ही क्या,
मेरे ही प्यार में कुछ नुक्स पाए जाते हैं,,

Mujhko To Bin Mange Hi Mil Jata Hai "Farid"


 To Bin Mange Hi Mil Jata Hai "Farid",
Main Aur Ziyada Mangkar Sahrminda Nahin Hona Chahta Hoon ... New

Har Saal aata Hai Hamara Saal Bhi "Farid"

Hum Kya Dain Unko Nazraana Dua Se Badhkar,
Nahin Hai "Farid" Koi Jazbaah Wafa Se badhkar... New

Friday 9 November 2012

BADE HI AJEEB DOST HAIN MERE AAJ BHI "FARID",


 Yaad Bhi Woh Hi Aate Hain Aksar Jo Bhoole Ja Chuke Hoon, 
Mujhko Tou Uski Soch Main apna Naam Bhi Yaad Nahi Rehta... New
Thursday at 10:08pm ·

Poetry Muqabla Shair "Farid Bharti"


 Allah Ka Farz Hai Har Haal Main Ada Karni Hai "Farid", 
Sahi Waqt Hai Aur Dawat Di Hai Yaar Ne To Qabul Main Deri Kyun... ?

Aik Hi Agar Chahiye Apna Is Duniyan Main "Farid", 

Wednesday 7 November 2012

जब महफ़िल बेगानी होती है ...?

कभी नज़र मिलाने मैं ज़माने ....

इस दुनियाँ में सब कुछ बिकता है


इस दुनियाँ में सब कुछ बिकता है,
 फिर जुदाई ही रिश्वत क्युँ नही लेती?

मेरी जिंदगी को तमाशा बना दिया उसने


मेरी जिंदगी को तमाशा बना दिया उसने,
 भरी महफ़िल में तनहा बिठा दिया उसने,,

सरफ़रोशी की तमन्ना अब हमारे दिल में है


सरफ़रोशी की तमन्ना अब हमारे दिल में है,
  देखना है जोर कितना बाजु-ए-कातिल में है ।

दिल टूटना सजा है महोब्बत की-


दिल टूटना सजा है महोब्बत की,
दिल जोडना अदा है दोस्ती की,,

आज फिर दिल में उदासी समाई है,


आज फिर दिल में उदासी समाई है,
जाने क्युँ एक मायुसी सी छाई है,,

खुदा अगर मेरी आखिरी खुवाईश पूछे,


खुदा अगर मेरी आखिरी खुवाईश पूछे,
तो तेरी हँसीं माँग लूँ,

अपनी तो जिन्दगी की....?


अपनी तो जिन्दगी की अजीब कहानी है,
 जिस चीज को चाहा वो ही बेगानी है,,

किसी की चाहत पर दिल से अमल करना


किसी की चाहत पर दिल से अमल करना,
 दिल टुटे ना उसका इतनी फिक्र करना,,

तेरी एक हँसी पे ये दिल कुर्बान कर जाऊँ


तेरी एक हँसी पे ये दिल कुर्बान कर जाऊँ,
 ऐतराज ना हो अगर तो तेरा दिल चुरा ले जाऊँ,
ना बहने दुँ कभी इन आँखों से आँसू,

ठुकरा के उसने मुझको,


ठुकरा के उसने मुझको,
कहा कि मुस्कुराओ..
मैं हँस दि.

क्युँ मुश्किलों में साथ देते हैं दोस्त,


क्युँ मुश्किलों में साथ देते हैं दोस्त,
क्युँ गम को बांट लेते है दोस्त,,

ना जीने की खुशी ना मरने का गम,


ना जीने की खुशी ना मरने का गम,
बस तुमसे मिलने की दुआ करते हैं,,

लोग तो अपना बना कर छोड देते हैं,


लोग तो अपना बना कर छोड देते हैं,
कितनी आसानी से गैरों से रिश्ता जोड लेते हैं,,