Pages

Tuesday 17 April 2012

Aae Kash Baras Jaye Yahan Noor Ki Barish,


Aae Kash Baras Jaye Yahan Noor Ki Barish,
Emaan Ke Sheesho Per Bari Gird Jami Hai...


In Barisho Se Adab-E-Mohobbat Seekho Faraz,
Agar Ye Ruth B Jayen To Barasti Bohot Hian...

Yaadai’n Jaag Jati Hyn


Yaadai’n Jaag Jati Hyn
Barisho’n K Mausam Main


Har Ghari Satati Hyn

Barisho Ke Mausam Mai, Waqt Ke Andhero Mai


Barisho Ke Mausam Mai, Waqt Ke Andhero Mai
Mene Usse Poocha Tha, Chod Toh Na Jaaoge


Haath Thaam Kar Usne Kaan Mai Ye Bola Tha

Kisi Rooz Barish Mein Ghar Se Nikalna


Kisi Rooz Barish Mein Ghar Se Nikalna
Khizaan Mein Ghire Toute Patoun Pe Chalna


Tapkane Lage Jab Dharakhtoun Se Pani

Dard Kii Baarish Sahii Maddham Zaraa Aahistaa Chal


Dard Kii Baarish Sahii Maddham Zaraa Aahistaa Chal
Dil Kii Mittii Hai Abhii Tak Nam Zaraa Aahistaa Chal
Tere Milane Aur Phir Tere Bichhar Jaane Ke Beech

Yeh Baarishayn Bhi Tum C Hayn


Yeh Baarishayn Bhi Tum C Hayn


Jo Barass Gayee Toh Bahaar Hayn
Jo Thehar Gayee Toh Qaraar Hayn