Pages

Monday, 5 March 2012

"Mohd Irfan"- sirf itna kehna h pyar h tumse,


sirf itna kehna h pyar h tumse, 
jazbatoin ki numaish nahi ki humne 
pyar ke badle pyar manga

"Mujeeb Khan"- Toot Jaate Hai Sab Rishtey Gareebi Mein


Toot Jaate Hai Sab Rishtey Gareebi Mein
Jo Khaas Hota Hai..
Dushman Bhi Dost Ban Jaate Hai
Jab Paisa Paas Hota Hai...


"Mujeeb Khan"

"Badri Prasad Misra Misra"- Nayan ne jeun sura pee ho,..Na


Nayan ne jeun sura pee ho,..Na din phir hain,..Na raatein hain;
Gagan kab thak gaya,..Kab taarakon ki baraatein hain;

"Adil Ali"-ham tishna labi apni duniya se chupa lete


ham tishna labi apni duniya se chupa lete
saqi teri ruswai kab ham ko ganwara he


dekhli aei samandar hamne teri dariya dili
tishna lab rakha sadaf ko bund paani ke liye


na jaane kya kaha doobne wale ne samandar se
k lehre aaj tak sahil pe sar patakti hein


samajh ke maal e ghaneemat mujhko
teri yaado ne behisab luta mujhe


main sar emaqtal hadees e zindagi padhta raha
ungliya uthti rahi mohsin mere qirdaar par


"Adil Ali"

"Naseem Ahmad"- Aurat Se Hai Yeh Duniya Saari

Aurat Se Hai Yeh Duniya Saari
Fir Bhi Yeh Ghulami Sehti Hai

Aurat Ke Liye Hai Jeena Saza
Fir Bhi Woh Jeeye

"Alam A Mehfil" - Socha tha her mor per aapka


Socha tha her mor per aapka
intezar karein ge.....
per,
per,
per,
per
per per per per per kambhakt
sadak hi sidhi nikli.