दोस्तों आदाब, यह ब्लॉग आपके लिए है और आपकी पसंद को पोस्ट करने की कोशिश हमेशा ही रहती है, हम आपको वो सब कलाम दें जो आपको पसंद है लेकिन आपको मिल नहीं पाता है हमारी कोशिश कहाँ तक कामयाब होती है बस हमको यह देखना है ?
Thursday, 8 March 2012
Monday, 5 March 2012
Aftab Saifi - MAANA KE MUJHSE WO KHAFA RAHE HONGE
MAANA KE MUJHSE WO KHAFA RAHE HONGE,HO SHAKTA HAI WO MUJHE AAZMA RAHE HONGE,,
HUM UTNI H SHIDDAT SE YAD KRENGE UNHEN,
JITNI SHIDDAT SE WO HUME BHULA RAHE HONGE...
tere dil ko sajayenge apne armaan dekar
tere labon ko hasayenge apni muskan dekar
rab ki kasam tujhe kafan se utha layenge
tere jism mai apni jaan dekar
life ke har pal ko khushi se beetao rone ke time
sirf muskurao chahe ye duniya kahe pagal ya awara
bas yaad rakhna
ZINDEGI NA MILEGI DOBARA
Aftab Saifi
Shabana Saeed - jisne kabhi chahton ka paigham likha tha
jisne kabhi chahton ka paigham likha tha, usne apna sb kuch mere
nam likha tha,
Aaj use mere zikr se nafrat h,
jisne kabhi hatheli pr mera nam likha tha.
dard -e-ulfat sehna bhi mohabbat h,kisi se door rehna bhi mohabbat h,
dil ki hr bat zuban se kehna zaruri ni,
kisi ki yad me chup rehna bhi mohabbat h.
Shabana Saeed
Iffi Chattha- mana k tery dil main koi or maqeen hai,
mana k tery dil main koi or maqeen hai,tu phir bhi mera gham hai aqeeda hai yaqeen hai.
diwaar main chunwa k mujhy jurm-e-wafa ki,
ay mery shehanshaah tu pareshan to nahi hai,
utry huey kapron ki tarha phaink kar mujh ko,
tu khud ko zara dekh k barhana to nahi hai,
ye aainy tujhy teri khabar dy na sakengy,
aa poochh meri aankh sy tu kitna haseen hai,
palkon sy tarasha tha ay dost ham ny jo heera,
na jany aj wo kis ki angootthi ka nageen hai.....................!!
Zidd py aa jaey kisi baat py bacha jesay...............
Dil teray baad kuch is tarah sambhaala hum ny!!
Woh bhut masroof hain shayed zamane bar
ke kamoo main
Na ye poocha Kahan per ho Na ye jana k kese
ho............!!
"Iffi Chattha"
Subscribe to:
Comments (Atom)


