दोस्तों आदाब, यह ब्लॉग आपके लिए है और आपकी पसंद को पोस्ट करने की कोशिश हमेशा ही रहती है, हम आपको वो सब कलाम दें जो आपको पसंद है लेकिन आपको मिल नहीं पाता है हमारी कोशिश कहाँ तक कामयाब होती है बस हमको यह देखना है ?
Thursday, 8 March 2012
Zaid Kamal- Dariya ki rau me beh raha sookha
Dariya ki rau me beh raha sookha sa koi patta,itni si bas haqeeqat mere shikastah vajood ki hai..
Koi bas nahi chalta raftaar o simt par iski,
yeh zindagi bhi kambakht baDi be-asool si hai..
"Zaid Kamal"
Farid Bharti- Zarur Nahin Haar Baar Wahi Ho.....
Zarur Nahin Haar Baar Wahi Ho Jo Hota Aaya Hai, "Farid"
Insaan Badalte Hain Yahan Musam Ki Tarhaan...
Sajde Ke ansuon Ki Misal Bhi Alag Hai "Farid",
Aaj Kal Log Sajde Main Bhi Dikhane Ko Rote Hain ...
Dard To Pehle Hi Bant Chuke They
"Farid",
Usne Darwaza Hi Ghalat Chun Liya ...
"Anum" Ke Shukria Ka Andaaz Bhi Nirala Hai,
"Farid" Is Andaaz Ne Kitno Ko Maar Dala Hai ...
Kash Pyar Ka Nasha Humne Bhi Kiya Hota "Farid",
Maloom To Ho Jata Insaan Udhta Hai Ya Girta Hai ...
"Farid Bharti"
Subscribe to:
Comments (Atom)

