Pages

Tuesday, 17 April 2012

Aapse kabhi mil na paaye hum


Aapse kabhi mil na paaye hum
phir bichadne ka darr kaisa
meri har dhadkan me aap ho shamil

Kabhi dil ko kabhi khood ko sataty hai


Kabhi dil ko kabhi khood ko sataty hai
zindaghi tere faisle bhi hame aazmate hai

hasraton ki aag kafi nahi thi dil main

Bahaar aa gayee to kya? phuulon ko nikharnaa to abhi baaki hai,


Bahaar aa gayee to kya? phuulon ko nikharnaa to abhi baaki hai,
Thokaren to khaayee kai baar,toot kar bikharnaa to abhi baaki hai.

Woh meraa raazdaar nahin,maanaa use mujh se pyaar nahin,

Dil Hey key teri yaad sey ghafil hi nahi hota



Dil Hey key teri yaad sey ghafil hi nahi hota

kia merey tarapney ka tujhey ehsaas hi nahi hota ?

janey waley mujhey ek sham sohani dey ja


janey waley mujhey ek sham sohani dey ja

chandni rat ki koi anmol kahani dey ja

mar ke jo khatam na ho dil mai rahey aesi koi unmit si nishani dey ja

Usey Kehna Mujhe Bewafa Shumar Na Ker


Usey Kehna Mujhe Bewafa Shumar Na Ker
Dil Ko meri Yaad Se Be-qarar na Ker

Usey Kehna Ye Doori To Halat Ki Majbori Hai