दोस्तों आदाब, यह ब्लॉग आपके लिए है और आपकी पसंद को पोस्ट करने की कोशिश हमेशा ही रहती है, हम आपको वो सब कलाम दें जो आपको पसंद है लेकिन आपको मिल नहीं पाता है हमारी कोशिश कहाँ तक कामयाब होती है बस हमको यह देखना है ?
Monday, 5 March 2012
"Nawab Sahab"- Thak Ke Choor Choor Hai Hum
."Thak Ke Choor Choor Hai Hum Apni Zindagi se,
Dekho Kitne Majboor Hai Hum Apni Zindagi Se,
Roz Bulawa Bhejte Hai Maut Ko Aane ka,
Kehti Hai Dar Lagta Hai Mujhe Teri Zindagi Se."
♥ socha tha iss khader unko bhul jayenge, ♥
♥ Dekh ker bhi andekha ker jayenge, ♥
♥ Per jab jab samne aaya unka chehra, ♥
♥ Socha iss baar dekhle phir bhul jayenge. ♥
♥ socha tha iss khader unko bhul jayenge, ♥
♥ Dekh ker bhi andekha ker jayenge, ♥
♥ Per jab jab samne aaya unka chehra, ♥
♥ Socha iss baar dekhle phir bhul jayenge. ♥
"Amna Khan"- Kisi se bewafai itna bhi na kro ki ...
Kisi se bewafai itna bhi na kro ki unhe pyar par naaz karne ka mouka bhi na mile..
Kisika dil itna bhi na todo ki fariyaad karne k liye ek tukda bhi na mile...........
"Gufran Saifi"- Zindagi is tarah basar hoti
Zindagi is tarah basar hoti ;
k har khushi meri hamsafar hoti
. Tum mere safar ki manzil ho
kash tumko bhi ye khabar hoti ¤
"Naeem Siddiqui"- manjile bhi usiki thi rasta bhi usika tha
manjile bhi usiki thi rasta bhi usika tha,
Main tanha tha kafila bhi usika tha,
Sath sath chalne ki soch
"Mishi Chattha"- Kismat do pal mein badal sakta he INSAN,
Kismat do pal mein badal sakta he INSAN,
Per jo INSAN ko badal de wo kismat nahin hoti,
Apni kismat pe rota
Subscribe to:
Posts (Atom)