दोस्तों आदाब, यह ब्लॉग आपके लिए है और आपकी पसंद को पोस्ट करने की कोशिश हमेशा ही रहती है, हम आपको वो सब कलाम दें जो आपको पसंद है लेकिन आपको मिल नहीं पाता है हमारी कोशिश कहाँ तक कामयाब होती है बस हमको यह देखना है ?
Wednesday, 11 April 2012
Nazir Ki Nazar Humko Kya Lagegi "Farid"
Nazir Ki Nazar Humko Kya Lagegi "Farid",Humto Khud Nazar Ke Intzaar Main Hain... New
"Farid Bharti"
Dil Ko Aapka Intzaar Hamesha Se Hai "Farid",
Yeh Jagah Khali Thi Khali Hai Khali Hi Rahegi... New
"Farid Bharti"
Jana Koun Chahta Hai Itne Aziz Doston Ki Mehfil Ko Chodkar "Farid",
Jana Koun Chahta Hai Itne Aziz Doston Ki Mehfil Ko Chodkar "Farid",Magar Milna Hai Phir Dubara Muhabbat Se Is Liye Jana Hi Padhta Hai... New
"Farid Bharti"
Uski Yaad Main Aaj Bhi Kuch Is Kadar Khoya Rehta Hoon "Farid",
Ashhaar Likhta Hoon Apne Liye Uske Ban Jate Hain Na Jane Kyun ?
"Farid Bharti"
Saturday, 7 April 2012
Subscribe to:
Comments (Atom)

