Dil ki baat samjhne ko dil hi ka dimagh chahiye,
Warna tou har baat sar se guzar jaya karti hai... new
Uske pass dil to hai dard nahin hai "Farid",
Mere pass tou dil-o-dard dono rehte hain... new
Mere Farz Ka Tu Is Tarhaan Mazaaq Na Bana "Munawwar",
"Farid" Ko Yeh Kaam Bahut Duaon Ke Baad Mila Hai ... new at a time
Kuch Log Bade Hi Hoshyaar Hote Hain "Farid",
Baat Apni Karte Hain Sahara Dusron Ka Lekar... New
Usko main kyun chahta hoon yeh mujhko bhi nahin maloom,
Mera haal tou aaj kuch aisa hai jaise bin pani ke machlion ka... new
Uska andaaz bhi ajab hai mujhko deekhne ka "farid",
Uski tasveer main bhi mujhko pyar nazar aata hai... new
Main janta hoon main kya hoon Mujhko koi kyun chahega "Farid",
Baat to uski bhi sahi hai uske chahne waloon ki bheed bahut hai ... new at a time
Darana Mera Maqsad Hi Nahin Hai "Farid",
Jo Khud Darne Ka Bahana Kare Uska Kya... New at a time
जाने वाला कहाँ रुका है "फरीद" किसी के रोके से,
बस जितनी मुहब्बत होती है उतना ही दर्द होता है ... नया अभी अभी
Dil Ki Baat Ko Dil Hi Main Rehne Do "Farid",
Bahar aayi To Ruswai Hogi Muhabbat Ki... New ata time
Be-jaan Chizain Hamesha Wafa Kiya Karti Hain "Farid",
Ik Baar Jahan Rakh Diya Wahan Se Jati Hi Nahin Hain... New
Zuban se chakhne ki zarurat hi kya hai "Farid" dard ko,