Pages

Thursday, 6 December 2012

जाने वाला कहाँ रुका है "फरीद" किसी के रोके से,


जाने वाला कहाँ रुका है "फरीद" किसी के रोके से,
बस जितनी मुहब्बत होती है उतना ही दर्द होता है ... नया अभी अभी


Dil Ki Baat Ko Dil Hi Main Rehne Do "Farid",
Bahar aayi To Ruswai Hogi Muhabbat Ki... New ata time




Jo Tha apna Woh To Apna Raha Nahin Aaj "Farid",
Jhunthi Tasalli Dil Ko Dilane Se Kya Milega Tujhe... New ata time


Kabhi Gham Se Mulaqat Na Ho Zindgi Main, 
Yahi Duain Nikalti Thi Hardam Maa Ki Zuban Se "Farid"... New


Main Kaam Se To Chala Jata Shuaib Zarur, 
Agar Farid Ke Sir Par Doston Ka Hath Na Hota Rehmat-E-Allah Se... New


Kabhi Us Par Bhi Bharosa Tha Hamara Khudse Bhi Badhkar "Farid", 
Aaj Ke Haalat Main Main Khudpar Bhi Bharosa Nahin Kiya Karta... New at a time

No comments:

Post a Comment

आपका बहुत बहुत शुक्रिया जल्द ही हम आपको इसका जवाब देंगे ...