Pages

Thursday, 6 December 2012

Aaj Mujhko Phir Se Yeh Kehna Padga,


Aaj Mujhko Phir Se Yeh Kehna Padga, 
"Farid"
Aansuon Ki Kimat Bhi Shair Ke Pass Hai ... New at this time 

Aansuon Ko Jo Taswe Ka Naam Na "Ayesha ", 
Tumko Inki Kimat Ka Andaz Nahin Hai... New at this time 

Mujhko Apne Nahin Uske Aansuon se Muhabbat Hai


Mujhko Apne Nahin Uske Aansuon se Muhabbat Hai 
"Farid", 
Kisi Ki Yaad Main Jo Nikalte Hain Uske Aansu... New 

Badi Hi Mushkil Se Sambhal Pata Hoon Apne Ko, 
Lekin "Farid" Nikal Hi Jate Hain Uski Yaad Main Mere Aansu... New at this time 

Kuch Waqt Ke Liye Shayad Yeh Ik Duje Ke Ho Gaye Hain,


Kuch Waqt Ke Liye Shayad Yeh Ik Duje Ke Ho Gaye Hain, 
Lagta Hai "Farid" Abhi Khailte -2 So Gaye Hain... New at a time 

Sada Ke Liye Kabhi Koi Kisi Ka Hua Hai "Farid", 
Asl Imtihaan Ke Waqt To Maa Bhi Bhula Degi Aulad Ko... New

Meri Zindgi Bhi Tou Allah Ki Dain Hai "Farid",


Meri Zindgi Bhi Tou Allah Ki Dain Hai "Farid", 
Mout Bhi Meri Allah Ke Naam Hogi Insha Allah... New

Allah Kare Mera Naseeb Aaj Bhi Aisa Hi Rahe "Farid", 
Main Bahut Khush Hoon Apne Naseeb Se Iman Wala Hoon... New just

Muhabbat agar Sahi hoti To Duniyan Salaam Karti "Farid",


Muhabbat agar Sahi hoti To Duniyan Salaam Karti "Farid", 
Duniyan Se Tou Muhabbat Ki Thi Duniyan Banane Wale Se Nahin... New just

Mujhko Tou Aik Hi Dikhaye Deta Hai Jahan Bhi Deekhon,
Mera Mehboob Hai Hi Itna Haseen Koi Bhata Hi Nahin "Farid"... New just

Dil ki baat samjhne ko dil hi ka dimagh chahiye,


Dil ki baat samjhne ko dil hi ka dimagh chahiye,
Warna tou har baat sar se guzar jaya karti hai... new

Uske pass dil to hai dard nahin hai "Farid",
Mere pass tou dil-o-dard dono rehte hain... new