Main Janta Hoon "Junaid" Muhabbat Ko Kareeb Se,
Mujhko Bhi Muhabbat Hai Apne Kisi Raqeeb Se... New
Muhabbat Aik Hi Se Hoti Hai Hazaron Se Nahin,
Lagta Hai aapne Muhabbat ki Dukan Laga Rakhkhi Hai... New
Maa Ki Muhabbat Main Giraftaar Hum Bhi Rehte Hain "Farid",
Magar Main Yaad Rakhta Hoon MAA Khuda Ki Dain Hai Khuda Nahin... New
Yeh Baat Kehne Ke Liye Sahi Thi Magar Sach Nahin Hai Aaj,
Aaj Ki Maaon Ke Bachche Bazaar Ke Doodh Piya Karte Hain... New at this
Muhabbat bhi Kuch Hi Dair Ruka Karti Hai "Farid",
Waqt Ke Sath Sab Kuch Badalne Lagta Hai Yahan... New at this time
Dil Kabhi Kabhi Sach Bhi Bolta Hoga "Farid",
Us Waqt Ki Baat Ko Socho Aur Aml Bhi Karo... New at this time
Woh bhi meri aankhon se bahe darya ko pani hi keh gaya,
Uska koi kasoor nahin "farid" woh chahat bhi meri hi thi... new at this time
Woh Aaj Hanskar Punchta Hai Mujhse Meri Bemari Ka Haal,
Kehta Hai "Farid" Tumne Hi Kaha Tah Har Haal Main Kush Raho... New at
Aadat Hai Zarur Basi Khane Ki "Farid",
Magar Shairi Main Alfaaz Basi Ho Nahin Sakte... New at this time
Woh Mujhko Aise Deekha Karti Thi Hamesha Hi "Farid",
Jaise Usne Insanon Ke Pehle Deekha Hi Nahin... New at this time
Aaj Mujhko Phir Se Yeh Kehna Padga,
"Farid"
Aansuon Ki Kimat Bhi Shair Ke Pass Hai ... New at this time
Aansuon Ko Jo Taswe Ka Naam Na "Ayesha ",
Tumko Inki Kimat Ka Andaz Nahin Hai... New at this time