Pages

Thursday 6 December 2012

Aadat Hai Zarur Basi Khane Ki "Farid",


 Aadat Hai Zarur Basi Khane Ki "Farid", 
Magar Shairi Main Alfaaz Basi Ho Nahin Sakte... New at this time

Woh Mujhko Aise Deekha Karti Thi Hamesha Hi "Farid", 
Jaise Usne Insanon Ke Pehle Deekha Hi Nahin... New at this time 


Aaj Kehte hain hum se ke hum tumko maan gaye hain "farid", 
Magar afsos mere pass aaj unko deene ke liye shukria ke siwa kuch bhi nahin... new at this time 

Saba ji kehti hain insan to bahut deekhe honge "faid", 
Magar aisa insan pehle deekha hai shayad jo uper se nahin dil se baat karta hai... new

Aik zara sa mazaq kya kiya shairi main humne "farid", 
Mera dost bhi nahin bana tha Aslam bura maan gaya... new

Aaj se chor do aadat yeh mazaq karne ki "farid", 
Warna kahin aisa na ho jaan ke lale padh jayen... new

Maine deekha hai "farid" unke waah waah karne ka andaaz, 
Tumko kya maloom woh alfaaz dil se nikle they... new 

No comments:

Post a Comment

आपका बहुत बहुत शुक्रिया जल्द ही हम आपको इसका जवाब देंगे ...