आ गए ग़म की चट्टानों से निकल कर आंसू
बन गयी दिल पे जमी बर्फ पिघल के आंसू
ज़ख्म सब अहद ऐ गुज़िश्ता के महक उठते हैं
तुम से मिलता हूँ तो याद आते हैं कल से आंसू
"
Anjum Rahman"
عمر یوں ہی تمام ہوتی ہے
کبھی کبھی ہمیہں اس شعر کی معنویت پر گہرائ سے غور و فکر کرنا چاہۓ کہ کہا ہم اپنے مقصد پیدائش کو پورا کر رہے ہیں یا زمانے کے چکر میں گھومے چلے جارہے ہیں -یہ شعر ہمیں آموختہ کی طرح روز پڑھتے رہنا چاہۓ کہونکہ قر ب قیامت وقت کی برکت بھی اٹھ گئ ہے اور ہمای زندگی کے ماہ و سال پر لگا کر اڑ رہے ہیں اور ہمیں اندازہ ہین نہیں ہوتا کہ ہم کہاں آکھڑے ہوگۓ ہیں-
sirf itna kehna h pyar h tumse,
jazbatoin ki numaish nahi ki humne
pyar ke badle pyar manga
Toot Jaate Hai Sab Rishtey Gareebi Mein
Jo Khaas Hota Hai..
Dushman Bhi Dost Ban Jaate Hai
Jab Paisa Paas Hota Hai...
"
Mujeeb Khan"
Nayan ne jeun sura pee ho,..Na din phir hain,..Na raatein hain;
Gagan kab thak gaya,..Kab taarakon ki baraatein hain;
ham tishna labi apni duniya se chupa lete
saqi teri ruswai kab ham ko ganwara he
dekhli aei samandar hamne teri dariya dili
tishna lab rakha sadaf ko bund paani ke liye
na jaane kya kaha doobne wale ne samandar se
k lehre aaj tak sahil pe sar patakti hein
samajh ke maal e ghaneemat mujhko
teri yaado ne behisab luta mujhe
main sar emaqtal hadees e zindagi padhta raha
ungliya uthti rahi mohsin mere qirdaar par
"
Adil Ali"