Pages

Monday, 5 March 2012

Aftab Saifi - MAANA KE MUJHSE WO KHAFA RAHE HONGE


MAANA KE MUJHSE WO KHAFA RAHE HONGE,
HO SHAKTA HAI WO MUJHE AAZMA RAHE HONGE,,
HUM UTNI H SHIDDAT SE YAD KRENGE UNHEN,
JITNI SHIDDAT SE WO HUME BHULA RAHE HONGE...


tere dil ko sajayenge apne armaan dekar 
tere labon ko hasayenge apni muskan dekar 
rab ki kasam tujhe kafan se utha layenge 
tere jism mai apni jaan dekar



life ke har pal ko khushi se beetao rone ke time 
sirf muskurao chahe ye duniya kahe pagal ya awara 
bas yaad rakhna 
ZINDEGI NA MILEGI DOBARA


Aftab Saifi

Shabana Saeed - jisne kabhi chahton ka paigham likha tha


jisne kabhi chahton ka paigham likha tha, 


usne apna sb kuch mere 
nam likha tha,


Aaj use mere zikr se nafrat h,
jisne kabhi hatheli pr mera nam likha tha.



 dard -e-ulfat sehna bhi mohabbat h,
kisi se door rehna bhi mohabbat h,
dil ki hr bat zuban se kehna zaruri ni,
kisi ki yad me chup rehna bhi mohabbat h.


Shabana Saeed

Iffi Chattha- mana k tery dil main koi or maqeen hai,


mana k tery dil main koi or maqeen hai,
tu phir bhi mera gham hai aqeeda hai yaqeen hai.


diwaar main chunwa k mujhy jurm-e-wafa ki,
ay mery shehanshaah tu pareshan to nahi hai,


utry huey kapron ki tarha phaink kar mujh ko,
tu khud ko zara dekh k barhana to nahi hai,


ye aainy tujhy teri khabar dy na sakengy,
aa poochh meri aankh sy tu kitna haseen hai,


palkon sy tarasha tha ay dost ham ny jo heera,
na jany aj wo kis ki angootthi ka nageen hai.....................!!



Zidd py aa jaey kisi baat py bacha jesay...............
Dil teray baad kuch is tarah sambhaala hum ny!!


Woh bhut masroof hain shayed zamane bar
ke kamoo main
Na ye poocha Kahan per ho Na ye jana k kese
ho............!!




"Iffi Chattha"

"Faraz Hasan"- but-shikan khush hai k do hath main but torr diye


but-shikan khush hai k do hath main but torr diye
but shikan kash samajhta k wo but-saaz bhi hai
ab jo but us ne tarashe hain

"Anjum Rahman"- आ गए ग़म की चट्टानों से निकल कर आंसू


आ गए ग़म की चट्टानों से निकल कर आंसू 
बन गयी दिल पे जमी बर्फ पिघल के आंसू 


ज़ख्म सब अहद ऐ गुज़िश्ता के महक उठते हैं 
तुम से मिलता हूँ तो याद आते हैं कल से आंसू


"Anjum Rahman"

"Aslam Faroqui"عمر یوں ہی تمام ہوتی ہ


عمر یوں ہی تمام ہوتی ہے
کبھی کبھی ہمیہں اس شعر کی معنویت پر گہرائ سے غور و فکر کرنا چاہۓ کہ کہا ہم اپنے مقصد پیدائش کو پورا کر رہے ہیں یا زمانے کے چکر میں گھومے چلے جارہے ہیں -یہ شعر ہمیں آموختہ کی طرح روز پڑھتے رہنا چاہۓ کہونکہ قر ب قیامت وقت کی برکت بھی اٹھ گئ ہے اور ہمای زندگی کے ماہ و سال پر لگا کر اڑ رہے ہیں اور ہمیں اندازہ ہین نہیں ہوتا کہ ہم کہاں آکھڑے ہوگۓ ہیں-