Pages

Friday, 16 March 2012

Meer Taqi Meer-kya kahun tum se main ke kya


kya kahun tum se main ke kya hai ishq,
jan ka rog hai, bala hai ishq,,
ishq hi ishq hai jahan dekho,

yahin ke thi mohabbat ke sabaq

yahin ke thi mohabbat ke sabaq ke ibtada main ne,
yahin ke jurrat-e-izhar-e-harf-e-mudd’a main ne,,

yahin dekhe the ishv-e-naz-o-andaz-e-haya main ne,

Lagata nahi hai jee mera ujade...

Lagata nahi hai jee mera ujade dayar mein,
kis ke bani hai aalam-e-napayedar mein,,


kah do in hasaraton se kaheen aur ja basen,

Khulata nahi hai hal kisi par ....


Khulata nahi hai hal kisi par kahe bagair,
par dil ke jan lete hain dilbar kahe bagair,,
main kyunkar kahun tum aao ki dil ke kashish se wo,

Na kisi ke aankh ka nur hun na kisi...

Na kisi ke aankh ka nur hun na kisi ke dil ka qarar hun,
jo kisi ke kam na aa sake main wo ek musht-e-gubar hun,,

pas-e-marg mere mazar par jo....

pas-e-marg mere mazar par jo chirag kisi ne jala diya,
use aah daman-e-bad ne sare sham hi se bujha diya,,

mujhe dafn karana tu jis ghadi to ye us se kahana ki ae pari,