Pages

Friday, 16 March 2012

The kal jo apne ghar mein wo mahaman

The kal jo apne ghar mein wo mahaman kahan hain,
jo kho gaye hain ya rab wo ausan kahan hain,,

Ya mujhe afsar-e-shaha na banaya hota


Ya mujhe afsar-e-shaha na banaya hota,
ya mera taj gadaya na banaya hota,,
khaksari ke liye garache banaya tha mujhe,

Yar tha gulzar tha bad-e-saba thi main

Yar tha gulzar tha bad-e-saba thi main na tha,
layaq-e-pa-bos-e-jan kya hina thi main na tha,,

hath kyon bandhe mere challa agar chori hua,

wo behisab jo pi ke kal sharab aaya

wo behisab jo pi ke kal sharab aaya,
agarche mast tha main par mujhe hijab aaya,,


idhar khayal mere dil mein zulf ka guzra,

Bat karani mujhe mushkil kabhi aisi to na th....


Bat karani mujhe mushkil kabhi aisi to na thi,
jaisi ab hai teri mahafil kabhi aisi to na thi,,
le gaya chin ke q aj tera sabr-o-qarar,

Bich mein parda dui ka tha jo

Bich mein parda dui ka tha jo hayal uth gaya,
aisa kuch dekha ke duniya se mera dil uth gaya,,