Bich mein parda dui ka tha jo hayal uth gaya,
aisa kuch dekha ke duniya se mera dil uth gaya,,
shama ne ro ro ke kati raat suli par tamam,
shab ko jo mahafil se teri ae zeb-e-mahafil uth gaya,,
meri aankhon mein samaya us ka aisa nur-e-haq,
shauq-e-nazzara ae badr-e-kamil uth gaya,,
ae zafar kya puchata hai begunah-o-bar-gunah,
uth gaya ab jidhar ko vaste qatil uth gaya ...
Ghazal: Bahadur Shah Zafar
Editing By : S.M.Farid Bharti

No comments:
Post a Comment
आपका बहुत बहुत शुक्रिया जल्द ही हम आपको इसका जवाब देंगे ...