Pages

Tuesday, 6 November 2012

Na Koi Apna Hai


Na Koi Apna Hai Na Koi Paraya Hai Is Duniyan Main "Farid",
Sab Waqt Ke Mohtaaj Hain Waqt Badlta Rehta Hai Hamesha...


Mujhko Meri Tanhai Se Aaj Utna Hi Pyar Hai "Farid", J
itna Kabhi Main Apni Muhabbat Se Kiya Karta Tha... New


Dard Kaisa Bhi Ho Aakhir Dard Hi Hota Hai "Farid", 
Kuch Logon Ko Zindgi Main Dard Se Pyar Ho Jata Hai... New

मुझको मालूम था मेरे साथ दुनिया है "फरीद",
तभी तो निकल आया मैं तेरी भोले भाले प्यार से


Ishq Agar Na Hota To Duniyan Hi Na Hoti "Farid", 
Ishq Tha Khuda Ko Tabhi Yeh Duniyan Banaye... New

Aazmaish To Khuda Ka Ik Bahana Tha "Farid", 
Asl Main Apne Mehboob Ko Is Duniyan Lana Tha ... New


कोई एक इस महफ़िल मैं दीवाना हो ना हो "फरीद",
तुम इस महफ़िल को ज़रूर दीवाना बना दोगी !

Dard Ko Hamesha Hi Wahi Janta Hai "Farid", 
Jisko Dard Hota Hai Aur Jo Dard Deeta Hai... New

Dard Ko Dard Se Jab Juda Karoge To Bahut Dard Hoga "Farid", Yeh Duniyan Ka Dastoor Hai Dard Ke Bina Zindgi Adhuri Hai... New

Talluqat Hi Aaj Muhabbat Ki Pehchan Ho Chuki Hai "Farid", Talluqat Agar Na Rahe To Muhabbat Ka Naam Dushmani Ho Jata Hai... New

 Khushiyan Insaan Ki Har Aik Insaan Bardast Nahin Kiya Karta Hai "Farid", 
Aksar Log Apni Preshani Se Nahin Dusron Ki Kushi Se Preshan Raha Karte Hain... New




No comments:

Post a Comment

आपका बहुत बहुत शुक्रिया जल्द ही हम आपको इसका जवाब देंगे ...