Pages

Wednesday, 19 December 2012

Na woh apni zuban kholta hai


Na woh apni zuban kholta hai na kuch bolta hai "Farid", 
Main uske diye har dard ko pyar se sehne ko tayyar hoon... new 

Dard Dene Wale Dard Ko Nahin Samjhte Hain "Farid", 

Dard Ki Samjh Agar Unko Ho Jaye To Dard Hi Kya Hai... New 

Yaad To Dushman Ko Bhi Kiya Jata Hai "Naeem", 
Hum To Dushman Bhi Na Rahe Sayad Aaj To... New

Dard ke intzaar main beetha hoon abhi tanha "Farid", 
Mujhko maloom hai woh aayega zarur mera sath dene ke liye... new

Dard Deene Wale Kahan Samjhte Hain Yeh Sab "Naeem", 
Woh Badi Shaan Se Sar Uthakar Chalte Hain ?

Insaan Bhi Kya Kya Nahin Karta Hai "Farid" Dard Pane Ko, 
Pal Bhar Ki Khudki Khabar Nahin Hoti Saman Barson ka... New 

Yaad Main Dard Chupa Hota Hai Naeem, 
Aur Dard Se Unka Wasta Hi Nahin Raha... New

Humto Rooz Muskuraya Karte Hain Uske Dard Se Naeem, 
Uska Diya Dard Bhi Uski Tarhaan Masoom Hai... New 

No comments:

Post a Comment

आपका बहुत बहुत शुक्रिया जल्द ही हम आपको इसका जवाब देंगे ...