Tundi-e- Baad-E-Mukhalif se na ghabra, ae Uqaab,
Nahin tera nasheman Qasr-e-Sultani ke gumbad par,
Tu shahi hai, basera kar paharon ki chattano par,,
Khuda tujhe kissi toofan say ashna kar de,
Keh tere bahr ki mojon main iztirab naheen,,
Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle,
Khuda bande se khud pooche bata teri raza kya hai...
Parwaaz Hai Dono Ki Isi Ek Fizaa Mein , Kargish Ka Jahaa'n Aur Hai Shaahee'n Ka Jahaa'n Aur.
ReplyDeleteAlfaaz O Muaa'ni Mein Tawaafat Nahi'n Lekin , Mulla Ki Azaa'n Aur Mujaahid Ki Azaa.n Aur .