Pages

Wednesday 29 February 2012

Umar bhar chaha ki ye aasma hmara hota


Umar bhar chaha ki ye aasma hmara hota.
kash khwahisho ka bhi koi kinara hota,
bs y soch kar n roka
us musafir ko hmne,
ki dur jata hi kyn agar wo hamara hota.


Pal-2 Uska Sath Nibhate Hum,
Aik Ishare P Duniya Chhor Jate Hum,
Samundar K Bech M Pohanch Kr Fareb Kiya Usne,
Woh Khta To Kinare P Hi Doob Jate Hum...


jis tarah yeh yaden har pal rulati hain mujhe,
usey bhee yeh yaden rulati to hongi kabhi kabhi...

jis waqt mujhe chhod kar gai thi voh, 
usi waqt se apne aap ko but bana liya h maine...

No comments:

Post a Comment

आपका बहुत बहुत शुक्रिया जल्द ही हम आपको इसका जवाब देंगे ...