Pages

Thursday 8 March 2012

Aasif Teli- Tum jao to meri itna kam kar jana

Tum jao to meri itna kam kar jana...
Meri sanso ko bhi apne naam kar jana...
Ho sake to lot aana apni wafa ke liye...
Varna meri wafa ko sare aam nilam kar jana...
Main intezar karoga tumhara kabr tak...
Kuch na kar sako to mera kafan jala jana...
Aur agar ho mumkin to dil se yaad karna...
Varna mera dil bhi apne hamreh le jana...
Chand lfzo me apni baat keh kar chal diye...
Tumhare bad AASIF ka kya hoga bata jana...

No comments:

Post a Comment

आपका बहुत बहुत शुक्रिया जल्द ही हम आपको इसका जवाब देंगे ...